Service

Kundli vishleshan

Janm details se aapki kundli khol kar life ke important areas par saaf baat.

Kundli sirf grah position nahi hai. Ye samajhne ka tareeka hai kaun se time aapke favour mein hain, kahan sabr chahiye, aur kaun sa faisla abhi wait karna better hai.

Paramarsh mein hum lagna, dasha aur aapka abhi wala sawal jod kar practical salah dete hain — career, family, health ya vivah, jo bhi aap lana chahen.

Janm Kundli · Grah Chakra · Jyotish